Yusuf Vapi ke baare me phailaye jaane wale jhoot ka parda fash, Difa e Vaapi Qist 3
Bismillahir Rahmanir Raheem
Jee haan, aaj ham pyaare yusuf bhai ka difa karenge,
Yusuf bhai ki unofficial fake id se koi tweet chalaya jaaraha hai...
Haqeeqat ye hai ke ye tweet mehz farzi hai bagair id ke aur ye haqeer ka hi banaya hua tha, is post ka banaana ilzaaman tha...
yahi kaam yusuf bhai ne kia tha peer sahab ke saath aaj subah, ek website muftisays ki andhi pairvi me, umeed hai wo samjh gaye honge ke ye peer sahab ki official Id NAHI HAI
Accha ek aur cheez is post me chand jhoot jo Yusuf bhai chala rahe,
1. Isey tweet kaha jab ke ye facebook post hai.
2. Ye Kaha ke fatwa aane ke baad ka ruju hai ye bhi jhoot hai.
3. Goya is tarah ka ta'ssur diya ke ye official account hai jo ke jhoot hai
Aur agar ye sach bhi hota tab bhi isme mehz itna likha hai,
Ke ijtima me mastooraat ka intezaam nahi hai...
Ab is me kya badi baat hai ? Aur isey ruju kaun shakhs keh sakta hai ? Sab jaahilana baatein hai
Banda
ibn fakhruddin
Comments
Post a Comment