Posts

SECULARISM & ISLAM

Image
Destructive Effects of Secularism and Measures to Avoid It:     ~ Maulana Huzaifa Vastānvi Db Secularism is essentially a Latin term, which is translated as "علمانیة" in Arabic and "لادینیت" in Urdu. The Prophet Muhammad (ﷺ) was blessed by Allah with such astonishing and miraculous knowledge of revelation, through which he informed the ummah (community) about all the trials that would occur from his blessed mission until the Day of Judgment, so that the ummah could completely avoid misguidance and deviation. The atheism and godlessness that have emerged in the world under the name of secularism at this time are in line with the tradition of the Prophet Muhammad (ﷺ), in which he said, "There will come a time upon the people when groups of evildoers will stand at the gates of Hell, and they will invite them to it. Whoever accepts their invitation, they will throw him into it." Let us be sacrificed for Prophet Muhammad (ﷺ), how great is the news i...

SET YOUR PRIORITIES!

In our conversation, I expressed to a brother that my youngest sibling, who is 12 years old and significantly younger than me, possesses knowledge in Islamic jurisprudence, basic fiqh, tajweed, and has memorized 20 chapters of the Quran, along with a rudimentary understanding of seerah and Quranic history. In contrast, I pointed out that there are individuals of my age or older who prioritize Islamic history to the exclusion of basic Islamic knowledge. I argued that if, hypothetically, my brother and these individuals were to relocate to another part of the world, my brother would be capable of teaching the Quran with tajweed, navigating daily life fiqh without confusion, and leading Salah. On the other hand, those solely focused on history might only boast about their historical knowledge. I further asserted that even if my brother remains in his current state (and may he improve, insha Allah), he would not be considered sinful. However, the latter group, despite extensive reading on ...

Prophet Muhammad’s finalty of Prophethood. - 6 Unique proofs.

Image
A Commentary of a Hadith on the finalty of Prophet ﷺ - 6 Proofs by The Final Prophet himself for his finalty. An Excerpt from Duroos ul Hadees. الحمد لله نَحمده ونستعينه ونستغفِرُه ونُؤْمِنُ به وتتوكل عليه ونَعُوذُ بالله من شرور أنفسنا ومن سيئات أعمالنا من يهده الله فلا مضل له ومَنْ يُضْلِلْ فَلَا هادى له ونَشْهدُ أن لا اله إِلَّا الله وحده لا شريك له ونشهد ان سيدنا ومولانا محمدًا عبده ورسوله أما بعد! فَأَعُوْذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَنِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيمِ: Allah swt says in the Holy Quran, وَمَآ ءَاتَىٰكُمُ ٱلرَّسُولُ فَخُذُوهُ وَمَا نَهَىٰكُمْ عَنْهُ فَٱنتَهُوا۟ ۚ Whatever the Messenger gives you, take it. And whatever he forbids you from, leave it. Readers are requested to read the following hadith, and we will discuss it in this article. Assuming that you have read it carefully with the utmost attention, we are commencing the explanation. Bismillāhir Rahmānir Raheem... Prophet Muhammad ﷺ made a claim in this blessed hadith: "خُتِمَ بِي...

Yusuf Vapi ke baare me phailaye jaane wale jhoot ka parda fash, Difa e Vaapi Qist 3

Image
Bismillahir Rahmanir Raheem Jee haan, aaj ham pyaare yusuf bhai ka difa karenge, Yusuf bhai ki unofficial fake id se koi tweet chalaya jaaraha hai... Haqeeqat ye hai ke ye tweet mehz farzi hai bagair id ke aur ye haqeer ka hi banaya hua tha, is post ka banaana ilzaaman tha... yahi kaam yusuf bhai ne kia tha peer sahab ke saath aaj subah, ek website muftisays ki andhi pairvi me, umeed hai wo samjh gaye honge ke ye peer sahab ki official Id NAHI HAI Accha ek aur cheez is post me chand jhoot jo Yusuf bhai chala rahe, 1. Isey tweet kaha jab ke ye facebook post hai. 2. Ye Kaha ke fatwa aane ke baad ka ruju hai ye bhi jhoot hai. 3. Goya is tarah ka ta'ssur diya ke ye official account hai jo ke jhoot hai Aur agar ye sach bhi hota tab bhi isme mehz itna likha hai, Ke ijtima me mastooraat ka intezaam nahi hai... Ab is me kya badi baat hai ? Aur isey ruju kaun shakhs keh sakta hai ? Sab jaahilana baatein hai Banda ibn fakhruddin

Yusuf Vapi aur Peer Zulfiqar Ahmad Naqshbandi controversy. Article 2

Image
Bismillahir Rahmanir Raheem, Yusuf Vaapi ki latest kizb bayani aur Jhoot ka Pardah Faash Aaj socha tha, ke inke purane aitraz ka jawab denge magar subah subah inka naya aitraz aagya Lihaza Aitraz ye raha 👇🏻 Baatil ke hawale se ek masla samjhlen, Baatil pehle ek raay bana leta hai, aur phir uske mutaabiq dalael banata hai aur haqq dalaael ke mutabik raaye banata hai... Screenshot me aapne dekha ke Yusuf Vapi Ne Ek Pdf bheja jispar Hazrat Peer Sahab Db par Aitrazat hain aur neeche likhte hain “Majlis ul Ulama South Africa ki Jaanib se” Ab sawaal ye hai ? Ke ye Majlis ul Ulama hai kaun ? Aur ye kitne Mo'tabar hain aur Yusuf Vapi Inhe Khud Kitna Jaante Hain ? Pehle Chand Ahadith Sunlen... “Aadmi Ke Jhoota Hone Ke Liye Kaafi Hai Jo Kuch Sune (Bila Tahqeeq) aage ponchaye.” 📚 Mishkat shareef hadith number 150 Hamara Ahlesunnat Deoband Ka daawa hai, ke Yusuf Vaapi ne mehz Bugz me Bila TAHQEEQ ye baat aage kardi hai Jo ke ham neeche saabit karenge  Lihaza is hadith ki roshni ...

Yusuf Vapi aur Peer Zulfiqar Ahmad Naqshbandi controversy. Article 1

Image
Bismillahir Rahmanir Raheem Yusuf Vapi Naami ek shakhs hai, jisne Hamare Dada Peer Hazrat Maulana Peer Zulfiqar Ahmad Naqshbandi DB par chand ilzaam aur aitraaz kiye hain, Insha Allah un me se kuch ka Tahqeeqi aur Tanqeedi Jayeza liya jaayega aur chunke Yusuf Vapi Sahab is tarah baat karte hain Goya deobandiyat ki tarjumani aur tatheer ka inhone zimma liya hua hai isliye hamare is blog me Akabir Ulama e deoband ba-haisiyat-e-mizaan honge aur saath me Maujooda Ulama bhi jo ahnaaf deoband ke wakeelon me shumaar hote hain... Sabse pehle dono hazraat mukhtasar ka Ta'aruf Peer Zulfiqar Ahmad Naqshbandi Kaun hai ? Laakhon ulama ke roohani rehnuma hain, inke baaz khalifa bhi apne aap me aise log hain jin ki misaal is zamane me mushkil hai, unme, Hazrat Maulana Sajjad Nomani Db aur Hamare Peer o Murshid Maulana Mohammad Ilyas Ghumman DB Sar e Fehrist Hain. Darul uloom deoband Peer Zulfiqar Ahmad Naqshbandi DB ko Bahaisiyat e Akabir Tasleem karta hai. Yusuf Vaapi Sahab Kaun Hain...